Marathi bhasha kaise shikhe - how to learn marathi language
Marathi bhasha bahut hi achhi language hai jo bharat ke rajya Maharashtra mein boli jati hai yeh bhasha gramin bhago mein rahne wale log jada bolte hai aur sahar mein rahne wale kam is article mein aapko marathi bhasha kaise shikhe - How to learn marathi language ke bare me knowledge pradhan karne wale hai.
Marathi bhasha kay hai aur kaha pe boli jati hai:
Marathi bhasha Maharashtra ke logon ki mother tongue language hai jiska Nirman aaj se Kahi salon pahle hua hai Maharashtra mein Rahane wale Marathi log Marathi bhasha ko माय मराठी kahate hai.
Marathi bhasha mein bilkul Hindi bhasha Jaise words ke character hai Jo ek dusre se male khate hain per Hindi bhasha ke character aur Marathi bhasha ke character ka uchcharan thoda alag alag hai.
Example ki toar par Hindi mein ager mein kisi se kahu आप कहां से है और क्या काम करते हैं। Yehi baat ager mein marathi mein kahunga to vah yesi hogi तुम्ही कुठले आहात आणि काय काम करता.
isse aapko yah samajh aaya hoga ki dono bhashao ke character sem hai par dono ka uccharan alag hai aur likhane ka tarika bhi.
Marathi bolne wale hindi bhasha ko jaldi samajh lete hai kyonki hindi aur marathi bhasha mein jada farak nahi hai sirf uccharan different hai.
Maine article ke shuruaat mein hi kaha tha ki yah bhasha Maharashtra mein boli jaati hai aur aur gaon ke log is Bhasha ko jyada prayog karte Hain aur Shahar ke kam Aisa isliye hai ki Shahar ke log Marathi ke sath sath do tin alag language bolate Hain jaise ki Hindi English.
Shahar mein Jo Marathi boli jaati hai vah Puri tarah se pure Marathi hoti hai aur gramin ilaka mein jo boli jati hai vah thodi mix ya alag hoti hai sabse shuddh Marathi Maharashtra ke pune shahar mein boli jaati hai.
Aapane kahin sare shows aur TV program dekhe honge jismein Actres ya Actors bahut acchi Marathi bolate Hain aur unhen Marathi bhasha bolane mein bahut hi Maja aata hai yesi hi aap marathi bhasha sikhege to aapko bhi marathi bolne mein achha lagega.
how to learn marathi language - marathi language kaise sikhe:
how to learn marathi language - marathi language sikhane ke liye aapko sabse pahle marathi bhasha ke main characters ko achhi tarah samjhkar unka uccharan karne ki koshish kare aur unhen apane notebook par one character lagbhag 100 bar likhkar practice kare.
Iske baad aap marathi padhne ki koshish kare aur agar aapko achhi khasi hindi aati hai to marathi aur hindi bhasha mein kay different hai use dhunde aur uski bar bar practice kare.
how to learn marathi ke liye aapko hindi aur marathi dono bhashao ko pahale thik se samjhna hoga aur hindi bhasha jaise marathi bhasha ko padhne ki koshish karni hogi ya aap hindi bhasha ko apane tarike se marathi bhasha mein translation karne ki koshish kare.
Yeah sab tarike karne ke bad bhi aapko thodi bhi Marathi nahin padhi ja rahi hai toh aap Marathi shows aur TV program dekhna chalu Karen aur marathi blog padhe unhen samajhne ki koshish karen.
How to type marathi in word hindi.
Aur aapka Aisa koi dost hoga jo Maharashtra mein rahata ho to aap usse Marathi sikhe kyunki ki Maharashtra mein Rahane ke Karan usne Marathi ke thode bahut word sune honge aur use Marathi pata hogi.
Maine bataye hue tarike se aap marathi bhasha sikhane ki koshish karte hai to mein aapko 100% kahata hu aap bahut acchi Marathi bolna yah padhna na Sikh jaenge.
Sune hue word:
How to learn marathi ke sabhi aur adutiya tarike main meri taraf se bataye hai jo aapko padhne ke baad acche Lage hoge aur usse aapko kuchh naya Gyan bhi Mila hoga to usi gyan ke liye aap ek Chhota sa comment karke artical kaisa tha bataiye aur aapka prashn humse share kijiye.